• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zara Nigah uThao Ki Gham Ki Raat kaTe

Zara Nigah uThao Ki Gham Ki Raat kaTe

zara nigah uThao ki gham ki raat kaTe

nazar nazar se milao ki gham ki raat kaTe

ab aa ga.e ho to mere qarib aa baiTho

dui ke naqsh miTao ki gham ki raat kaTe

shab-e-firaq hai sham-e-umid le aao

koi charagh jalao ki gham ki raat kaTe

kahan hain saqi-o-mutrib kahan hai pir-e-haram

kahan hain sab ye bulao ki gham ki raat kaTe

kahan ho mai-kade vaalo zara idhar aao

hamen bhi aaj pilao ki gham ki raat kaTe

nahin kuchh aur jo mumkin to yaar ‘shola’ ki

koi ghazal hi sunao ki gham ki raat kaTe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Ehsas Ki Rag Rag Mein Samane Wale

Jism Siyahi Banaunga

poet

Wo Kis Pyar Se Kosne de Rahe Hain

afzal-hazarvi

Purane Sab Nazare Ja Rahe Hain

Uski Aankhon Mein Tamanna-E-Sahar Rakh Dena

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet