• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zamin Se Rishta-E-diwar-O-dar Bhi Rakhna Hai

Zamin Se Rishta-E-diwar-O-dar Bhi Rakhna Hai

fatima-hasan

zamin se rishta-e-divar-o-dar bhi rakhna hai

sanvarne ke liye apna ghar bhi rakhna hai

hava se aag se paani se muttasil rah kar

inhin se apni tabahi ka dar bhi rakhna hai

makan banate hue chhat bahut zaruri hai

bacha ke sehn men lekin shajar bhi rakhna hai

ye kya safar ke liye hijraten javaz banen

jo vapsi ka ho aisa safar bhi rakhna hai

hamari nasl sanvarti hai dekh kar ham ko

so apne-ap ko shaffaf-tar bhi rakhna hai

hava ke rukh ko badalna agar nahin mumkin

hava ki zad pe safar ka hunar bhi rakhna hai

nishan-e-rah se badh kar hain khvab manzil ke

inhen bachana hai aur raah par bhi rakhna hai

javaz kuchh bhi ho itna to sab hi jante hain

safar ke saath javaz-e-safar bhi rakhna hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Mahbub Tum Ho Yar Tum Ho Dil-Ruba Tum Ho

hasrat-mohani

Aur To Pas Mere Hijr Mein Kya Rakkha Hai

allama-iqbal

Mata-E-Be-Baha Hai dard-O-Soz-E-Arzumandi

kaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka

poet

Us Ka KHayal Dil Mein ghaDi Do ghaDi Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet