• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us Sitamgar Mein Dal Di Maine

Us Sitamgar Mein Dal Di Maine

poet

us sitamgar men Daal di main ne

jaan patthar men Daal di main ne

cup men garmi dikha rahi thi bahut

chaa.e saucer men Daal di main ne

maah bhar ki kama.i joḌi aur

us ke zevar men Daal di main ne

phir lapeTa use ba-vaqt-e-sahar

niind bistar men Daal di main ne

ik tira hijr ek us ka visal

aag sagar men Daal di main ne

vo jo khulta tha us ke ghar ki taraf

kunDi us dar men Daal di main ne

ek kirdar maar kar ‘afaq’

jaan picture men Daal di main ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aankhon Mein Mere Gham Ki Taswir Sanjo Loge

faiz-ahmad-faiz

Ek Rah-Guzar Par

Is Dasht Se Aage Bhi Koi Dasht-E-Guman Hai

DhunDhta Hai Koi Rasta Mere Aaine Mein

ahmad-ali-barqi-azmi

Jise Aana Hai Milne Ke Liye Wo Aa Hi Jata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet