Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
ajmal-siraj

Zamin Par Aasman Kab Tak Rahega

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Ajmal Siraj
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

zamin par asman kab tak rahega

ye hairat ka makan kab tak rahega

nazar kab ashna-e-rang hogi

tamasha-e-ḳhizan kab tak rahega

rahegi garmi-e-anfas kab tak

ragon men ḳhuun ravan kab tak rahega

haqiqat kab asar-andaz hogi

ḳhasare men jahan kab tak rahega

badal jaenge ye din raat ‘ajmal’

koi na-mehrban kab tak rahega

More Poems

Har But Yahan Tute Hue Patthar Ki Tarah Hai

Banaya Ek Kafir Ke Tain Us dam Main do Kafir

Ai Sanam Tujh Birah Mein Rota Hun

Shishe Shishe Ko Paiwast-e-Jaan Mat Karo

Safar Ke Baad Bhi Zauq-e-Safar Na Rah Jae

Nazar Mein Nit-Nai Hairaniyan Liye Phiriye

Har Ghadi Ek Nai Musibat Hai

Bhanwar Mein Pair The Aur Aankh Ek Sitare Par

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.