• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zamane Thik Hai in Se Bahut Hue Raushan

Zamane Thik Hai in Se Bahut Hue Raushan

poet

zamane Thiik hai in se bahut hue raushan

magar charagh kahan ḳhud ko kar sake raushan

sabhi ke zehn men us ka ḳhayal rahta hai

us ek nuur se hai kitne aa.ine raushan

abhi to ham ko ka.i roz jagmagana hai

hamin hai dasht men ik aḳhiri diye raushan

mahak usi ki miri rahnuma.i karti hai

usi ki chaap se hote hain raste raushan

ham ek umr se tarikiyon men simTe the

jab us ne chhu liya to ham bhi ho ga.e raushan

kisi ka aks mujhe ḳhvab men dikha tha kabhi

tamam umr rahe mere rat-jage raushan

ye aadhi raat ko dastak si kis ne di dil par

ye kis ne kar diye har samt qumqume raushan

ham ek ruḳh se andhere men aa ga.e lekin

ka.i ruḳhon se hamare hain silsile raushan

chalo ‘dinesh’ ab is dil se un ka nuur gaya

talashte hain ilaqe bache-khuche raushan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raat Ka Pichhla Pahar Kaisi Nishani De Gaya

Jabhi to zaKHm Bhi Gahra Nahin Hai

poet

Bedar Karun Kis Se Main Izhaar-E-Mohabbat

Daur-E-KHizan Mein Jashn-E-Bahaaran Dikhai De

Manzar-E-Waqt Ki Yaksani Mein baiTha Hua Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet