• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Har Baat Pe Be-Baat KHafa Hote Ho

Meri Har Baat Pe Be-Baat KHafa Hote Ho

meri har baat pe be-bat ḳhafa hote ho

jaane kya baat hai din-rat ḳhafa hote ho

chup rahen vaqt-e-mulaqat ḳhafa hote ho

puchh len bhuul se halat ḳhafa hote ho

baat ghairon se to hans hans ke kiya karte ho

ham se hote hi mulaqat ḳhafa hote ho

duur hote ho to naraz raha karte ho

paas rahte ho to din raat ḳhafa hote ho

janta huun ki tumhen pyaar nahin hai mujh se

kya ba-majburi-e-halat ḳhafa hote ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Agle Sal Yahi Waqt Aa Raha Hoga

Rafta Rafta Dil-E-Be-Tab Thahar Jaega

haidar-ali-aatish

Bargashta-Talai Ka Tamasha dikhaun Main

Labon Par Pyas Ho to Aas Ke Baadal Bhare Rakhiyo

Sach Bol Ke Bachne Ki Riwayat Nahin Koi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet