• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jahan Pe Ilm Ki Koi Qadr Aur Hawala Nahin

Jahan Pe Ilm Ki Koi Qadr Aur Hawala Nahin

poet

jahan pe ilm ki koi qadr aur havala nahin

main us zamin pe paanv bhi rakhne vaala nahin

main us daraḳht ke andar tha jis ko kaaTa gaya

kisi ne bhi to vahan se mujhe nikala nahin

vo apne ahd se aage ki baten karne laga

bahakte shaḳhs ko duniya ne phir sambhala nahin

har ek choT pe kuchh aur juḌne lagta tha

so us ne mujh ko kisi shakl men bhi Dhala nahin

ajiib ḳhauf men parvan chaḌh rahi hai ye nasl

kisi ke haath men bhi zahr ka piyala nahin

ab apni sanson se zanjir toḌni hai mujhe

ki haath bechne ka aur kuchh izala nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shakeel-badayuni

Ai Mohabbat Tere Anjam Pe Rona Aaya

Raste Yaad Nahin Rah-Numa Yaad Nahin

poet

Ye Kis Ko Jag Jag Ke Taron Ki Chhanw Mein

Tumko Socha Tirgi Mein Der Tak

uDne Ki Zid to chhoD Hawa Ki Hawas Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet