• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaane Kya Aaseb Tha Patthar Aate The

Jaane Kya Aaseb Tha Patthar Aate The

ishrat-afreen

jaane kya aaseb tha patthar aate the

raat gae kuchh saae chhat par aate the

subh vo kyari phulon se bhar jaati thi

tum jis ki belon men chhup kar aate the

main jis raste par nikli us raste men

sahraon ke beach samundar aate the

chand ki dhimi dhimi chaap ubharte hi

saare sapne phuul pahan kar aate the

is se meri ruuh men utra hi na gaya

raste men do gahre sagar aate the

khvabon ke yaqut se poren zakhmi hain

raas mujhe kab aise zevar aate the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mahaul Tirgi Ka Muqaddar baDha Gaya

Arman Mere Dil Ke Nikalne Nahin Dete

poet

Tumhaare Ishq Mein Hum Nang-O-Nam Bhul Gae

Rah-E-Firaq Kisi Taur muKHtasar Kije

ghausiya-khan-sabeen

Piya Khamosh Hai Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet