• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zamana Guzra Hai Tufan-E-Gham Uthae Hue

Zamana Guzra Hai Tufan-E-Gham Uthae Hue

mumtaz-mirza

zamana guzra hai tufan-e-gham uthae hue

ghazal ke parde men rudad-e-dil sunae hue

hamin the jin se gunah-e-vafa hua sarzad

khade hain daar ke saae men sar jhukae hue

hamare dil ke sabhi raaz faash karte hain

jhuki jhuki si nazar hont kapkapae hue

hamare dil ke andheron ka gham na kar hamdam

hamare dam se ye raste hain jagmagae hue

shumar-e-roz-o-shab-o-mah kis ne rakkha hai

hazaron saal hue un ko dil men aae hue

guzarte rahte hain nazron se saari shab ‘mumtaz’

hazaron qafile yadon ke sar jhukae hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Han Mera Haal Hai Barbaad Magar Main to Nahin

Wahi Na Milne Ka Gham Aur Wahi Gila Hoga

poet

dil Ko Yun Le Jaane Wala Kaun Tha

ahmad-husain-mail

Kyun Shauq Badh Gaya Ramazan Mein Singar Ka

kaifi-azmi

Naya Husn

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet