• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / zaKHm Ab Tak Wahi Sine Mein Liye Phirta Hun

zaKHm Ab Tak Wahi Sine Mein Liye Phirta Hun

zaḳhm ab tak vahi siine men liye phirta huun

kuufe valon ko madine men liye phirta huun

jaane kab kis ki zarurat mujhe paḌ jaa.e kahan

aag aur ḳhaak safine men liye phirta huun

ret ki tarah phisalte hain miri ankhon se

ḳhvab aise bhi ḳhazine men liye phirta huun

ek nakam mohabbat mira sarmaya hai

aur kya ḳhaak dafine men liye phirta huun

dil pe likkha hai kisi aur pari-zad ka naam

naqsh ik aur nagine men liye phirta huun

is liye sab se alag hai miri ḳhushbu ‘ami’

mushk-e-mazdur pasine men liye phirta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wo shaKHs Jo Nazar Aata Tha Har Kisi Ki Tarah

Ek Se Jazbe KHun Mein surKHi Ek Hi Thi

Guzarna Rahguzaron Se baDa Aasan Tha Pahle

Kabhi to Aisa Bhi Ho Rah Bhul Jaun Main

Jine Ki Hai Ummid Na Marne Ka Yaqin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet