• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zahid Is Rah Na Aa Mast Hain Mai-KHwar Kai

Zahid Is Rah Na Aa Mast Hain Mai-KHwar Kai

poet

zahid is raah na aa mast hain mai-ḳhvar ka.i

abhi yaan chhin liye jubba-o-dastar ka.i

sang-dil kuun na kisi ki hui afsos ḳhabar

mar ga.e sar kuun paTak kar pas-e-divar ka.i

na-tavan mujh sa bhala kaun hai insaf to kar

chashm-e-fattan ke tire garche hain bimar ka.i

dil ki betabi se aur chashm ki be-ḳhvabi se

nazar aane lage ab ishq ke asar ka.i

juun hi vo hosh-ruba aa ke numudar hua

naqsh-e-divar hue talib-e-didar ka.i

abru-o-chashm-o-nigah-o-mizha har ik ḳhun-ḳhvar

ek dil hai mira tis par hain dil-azar ka.i

ai masiha-e-zaman dekh Tuk aa kar ahval

ki tiri chashm ke yaan marte hain bimar ka.i

khinch mat zor se shane ko tu ai mashshata

dil hain us zulf ke balon men giraftar ka.i

kaf-e-pa hain tire sahra ki nishani ‘bedar’

mar gaya to bhi phaphulon men rahe ḳhaar ka.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Rang Jin Ke Mit Gae Hain Un Mein Yar Aane Ko Hai

noon-meem-rashid

Tere Karam Se Khudai Mein Yun To Kya Na Mila

poet

dil Ka Khoj Na Paya Hargiz dekha Khol Jo Qabron Ko

gulzar

der Aamad

Dil Us Se Laga Jis Se ruTha Bhi Nahin Jata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet