Zabt Se dil Nazar Rahta Hai zabt se dil nazar rahta hai andaruni bukhar rahta hai yuun to dil ko kabhi qarar na tha ab bahut be-qarar rahta hai qata ummid ho to sabr aae roz ik intizar rahta hai maya-e-zindagi sukhan hai ‘nazar’ sher hi yadgar rahta hai
Leave a Reply