• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wurud-E-Jism Tha Jaan Ka Azab Hone Laga

Wurud-E-Jism Tha Jaan Ka Azab Hone Laga

vurud-e-jism tha jaan ka azaab hone laga

lahu men utra magar zahr aab hone laga

koi to aa.e suna.e naved-e-taza mujhe

uTho ki hashr se pahle hisab hone laga

use shubah hai jhulas ja.ega vo saath mire

mujhe ye ḳhauf ki main aftab hone laga

phir us ke samne chup ki kaḌi labon pe lagi

mira ye mansab-e-harf aab aab hone laga

main apne ḳhol men ḳhush bhi tha mutma.in bhi tha

main apni ḳhaak se nikla ḳharab hone laga

zarur mujh se ziyada hai us men kuchh ‘ḳhalid’

mira harif agar fatah-yab hone laga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abbas-dana

Wahi dard Hai Wahi Bebasi Tere Ganw Mein Mere Shahr Mein

poet

Nikal Aaya Wo Ghabra Kar dil Us Ka Is Qadar dhadka

qateel-shifai

Haalat Ki Ujdi Mahfil Mein Ab Koi Sulagta Saz Nahin

riyaz-khairabadi

Hum Bhi Piyen Tumhein Bhi Pilaen Tamam Raat

Kali Hawa Chali Gai Rang-E-Ziyan Uchhaal Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet