• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wafa Ka Tana-Bana DhunDhta Hai

Wafa Ka Tana-Bana DhunDhta Hai

vafa ka tana-bana DhunDhta hai

na jaane kya divana DhunDhta hai

havas us ki falak se bhi hai unchi

vo taron ka ḳhazana DhunDhta hai

ghani chhanv pakaḌ leti hai paanv

musafir dil Thikana DhunDhta hai

kisi ke samne vo sar jhuke kya

jo tera astana DhunDhta hai

uḌe panchhi ḳhala men jitna uncha

zamin par ab-o-dana DhunDhta hai

ḳhirad se hogi dil ki pasbani

ki tir-e-dil nishana DhunDhta hai

vo de de kar mujhe zehni aziyyat

badan par taziyana DhunDhta hai

vo apni zaat men mudgham hai ‘saifi’

use saara zamana DhunDhta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jamal-Gah-E-Taghazzul Ki Tab-O-Tab Teri Yaad

KHWAJA GHULAM FARID

Musag Malendi da Gujar Gaya denh Sara

baDa Aazar-E-Jaan Hai Wo Agarche Mehrban Hai Wo

abdul-ahad-saaz

Sawal Be-Aman Ban Ke Rah Gae

KHush Hun Ya Dost Se KHafa Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet