• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Man

Man

fatima-hasan

pahli baar men kab takiye par

sar ko rakh kar soi thi

un ke badan ko dhunda tha aur roi thi

do hathon ne bhinch liya tha

garm aghosh ki rahat men

kaisi gahri niind mujhe tab aai thi

kab duur hui thi pahli baar

apne pairon par chal kar

bistar se alag phir ghar se alag

ik lambe safar par nikli thi

apni ungli ko thame

dhire dhire duur hui kab

naram badan ki garmi se

us mithi niind ki rahat se

ab sochti huun aur roti huun

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jang Jari Hai KHandanon Mein

Mujhe Bhi Nim Ke Jaisa Na Kar De

Ye to Hathon Ki Lakiron Mein Tha Girdab Koi

Hafiz Shirazi

Man-O-Salah-O-Salamat Kas In Guman Na-Barad

poet

Usne Dekha Tha Ajab Ek Tamasha Mujh Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet