• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaun Karta Hai Sar-E-Zulf Ki Baaten dil Mein

Kaun Karta Hai Sar-E-Zulf Ki Baaten dil Mein

meer-hasan

kaun karta hai sar-e-zulf ki baten dil men

ji pe katti hain ajab tarah ki raten dil men

koi tarkib mulaqat ki banti nahin aur

vasl ke roz kiya karte hain ghaten dil men

go hamen tu ne ye zahir men navaza par ham

dhyan men apne tiri khate hain laten dil men

turfa shatranj-e-mohabbat ki hai ghaeb baazi

shatir-e-ishq ko ho rahti hain maten dil men

kaun si an-o-ada hai ki nahin ji ko lage

khub rahi hain vo tiri sab harakaten dil men

zaat gar pochhiye aadam ki to hai ek vahi

laakh yuun kahne ko thahraiye zaten dil men

vasl ka saad bhi hoega ‘hasan’ sabr karo

daftar-e-ishq ki dauden hain baraten dil men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zehra-nigaah

Ek Tilismi Khel

KHud Apna Haal Dil-E-Mubtala Se Kuchh Na Kaha

Aaj Un Ka Mizaj Barham Hai

Bas Ek Bund Thi Auraq-E-Jaan Mein Phail Gai

ahmad-nadeem-qasmi

Khamosh Jhil Pe Kyun dolne Laga Bajra

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet