• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Waqt Ke Chehre Pe chaDhti Dhup Ka Ghaza Laga

Waqt Ke Chehre Pe chaDhti Dhup Ka Ghaza Laga

vaqt ke chehre pe chaḌhti dhuup ka ghaza laga

kuchh mire rang-e-suḳhan ka is se andaza laga

ek lafz-e-kun amin-e-alam-e-imkan hazar

ek ik lamhe se to sadiyon ka andaza laga

TuuT jaata huun shikasta aa.ine ko dekh kar

jab kabhi ḳhud se mila huun zaḳhm ik taaza laga

ik na ik aaseb chupke se abhi dar aa.ega

band kar ghar ke dariche laakh darvaza laga

sochta kya hai muqaddar azmana shart hai

khul hi ja.ega daricha koi avaza laga

chilchilati dhuup ki nazron ne taaka hai vahin

sabz Tahni par agar ik phuul bhi taaza laga

ijz ejaz-e-suḳhan hai ma.ani-e-ijad-e-fan

qimat-e-arz-e-hunar ka kuchh to andaza laga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shakeel-badayuni

Ali-Gadh Chhodne Ke Baad

So Chuki Hai Jo Raaz Rahne Do

Phenke Hue Be-Kar Khilaune Ki Tarah Hun

wo kash waqt ke pahre ko toD kar aate

akhtar-muslimi

Nale Mere Jab Tak Mere Kaam Aate Rahenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet