• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Bahaar Aai Mere Sayyaad Ko Parwa Nahin

Phir Bahaar Aai Mere Sayyaad Ko Parwa Nahin

poet

phir bahar aai mire sayyad ko parva nahin

ud ke main pahunchun chaman men kya karun par va nahin

ji jala kar ek bosa mangte hain baar se

aage ya qismat vo dekhen haan kare hai ya nahin

hasrat o hirman o yaas o hairat ranj o taab

kya kahun is hijr men kya kya hai aur kya kya nahin

har kisi se lag chale kya zikr hai imkan kya

ham use pahchante hain khuub vo aisa nahin

chaar unsur ki ghazal ‘rangin’ kaho tum dusri

hai qasam tum ko ali-ji ki ye mat kahna nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Main Kya Karun Ki Nahin Dil Pe iKHtiyar Mujhe

Ahwal-E-Pareshan Par Kuchh Tabsira Us Ka Bhi

akhilesh-tiwari

Waqt Kar de Na Paemal Mujhe

poet

Ek Qayamat Hai Jawani Ek Qayamat Hai Shabab

Jo Maze Aaj Tere Gham Ke Azabon Mein Mile

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet