• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zaban Pe KHud-baKHud Arz-E-Mohabbat Aai Jati Hai

Zaban Pe KHud-baKHud Arz-E-Mohabbat Aai Jati Hai

zaban pe ḳhud-baḳhud arz-e-mohabbat aa.i jaati hai

khule paḌte hain arman zindagi sharma.i jaati hai

bulave aa rahe hain manzilon ke shaam se lekin

tamannaon ko in ki god men niind aa.i jaati hai

vo aa.e hain tasalli ke liye lekin ye aalam hai

nigahen nam hain lau avaz ki tharra.i jaati hai

dimagh-o-dil ki saari kashmakash bekar-o-la-hasil

nashe ki tarah us ki yaad sab par chha.i jaati hai

nahin kuchh tere baa.is ye udasi bad-guman mat ho

jahan jaata huun mere saath ye tanha.i jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hai Uski Zulf Se Nit Panja-E-Adu Gustakh

poet

Barak-Allah Main Tere Husn Ki Kya Baat Kahun

Ghumbad-E-Zat Mein Ab Koi Sada Dun to Chalun

adil-mansuri

Zamin Chhod Kar Main Kidhar Jaunga

Munh Mera Ek Ek Takta Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet