• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zaban Kuchh Aur Kahti Hai Nazar Kuchh Aur Kahti Hai

Zaban Kuchh Aur Kahti Hai Nazar Kuchh Aur Kahti Hai

poet

zaban kuchh aur kahti hai nazar kuchh aur kahti hai

ba-zahir ye tavajjoh chara-gar kuchh aur kahti hai

zamana naghma-paira.i ka jab aa.ega aa.ega

abhi to shiddat-e-soz-e-jigar kuchh aur kahti hai

bhala aap aur iḳhfa-e-haqiqat ai ma.az-allah

zaban-e-ḳhalq jhuTi hai agar kuchh aur kahti hai

koi kis tarah dhoka khaa.e is atish-bayani ka

udasi teri ai sham-e-sahar kuchh aur kahti hai

isi tashḳhis par itra raha tha ek muddat se

masiha dekh nabz-e-bahr-o-bar kuchh aur kahti hai

tiri azmat ka munkir tha na huun ai rahbar-e-kamil

ab is ko kya karun main rahguzar kuchh aur kahti hai

bharam ‘yaqub’ khulne hi ko hai ab asmanon ka

zamin se gardish-e-shams-o-qamar kuchh aur kahti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

Aakhiri Sans

Ab Tak Isi KHayal Mein Uljha Hua Hun Main

khumar-barabankavi

Tere dar Se Uth Kar Jidhar Jaun Main

Raat Ke Dard Ka Mara Nikla

poet

Hijr Ka Chand Dard Ki Naddi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet