• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yunhi Chupke Chupke Rona Yunhi Dil Hi Dil Mein Baaten

Yunhi Chupke Chupke Rona Yunhi Dil Hi Dil Mein Baaten

yunhi chupke chupke rona yunhi dil hi dil men baten

baḌi kashmakash ke din hain baḌi uljhanon ki raten

hai nafas nafas farozan hai mizha mizha charaghan

baḌi dhuum se uThi hain gham-o-dard ki baraten

mire zehn ki ḳhala men mire dil ki vus.aton men

kahin rang-o-bu ke ḳheme kahin nuur ki qanaten

unhen ai gham-e-zamana kabhi ra.egan na karna

hain bahut latif-o-nazuk gham-e-dil ki vardaten

ye ‘jamal’ mai-kada hai nahin yaan koi takalluf

o arab ajam ke jhagḌe na hasab nasab na zaten

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phul Chehra Aansuon Se Dho Gae

poet

Izzat Unhen Mili Wahi aaKHir baDe Rahe

poet

Dil Mein Yun Chah Ka Arman Na Hua Tha so Hua

Tujhse bichhDe Hain to Ab Kis Se Milati Hai Hamein

Yun to Haji Bhi Tha Mulla Bhi Tha Wo Pir Bhi Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet