• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Na Hanste Hain Aur Na Rote Hain

Hum Na Hanste Hain Aur Na Rote Hain

meer-hasan

ham na hanste hain aur na rote hain

umr hairat men apni khote hain

kha ke gham khvan-e-ishq ke mehman

haath khun-e-jigar se dhote hain

vasl hota hai jin ko duniya men

yarab aise bhi log hote hain

kos-e-rahlat hai jumbish-e-har-dam

aah tis par bhi yaar sote hain

dil laga us se mardum-e-dida

saath apne hamen dubote hain

ah-o-nala se vo khafa hai abas

kante ham apne haq men buute hain

yaad aati hain us ki jab baten

dil ‘hasan’ donon mil ke rote hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aks zaKHmon Ka Jabin Par Nahin Aane Deta

poet

Dekh Pagli Na Dal Laga Mere Sath

Meri Nawa Meri Tadbir Tak Nahin Pahunchi

jigar-moradabadi

Har Haqiqat Ko Ba-Andaz-E-Tamasha dekha

Sufi

Sach

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet