• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Na Ranj-O-Malal Kijiyega

Yun Na Ranj-O-Malal Kijiyega

yuun na ranj-o-malal kijiyega

yuun na jiina muhal kijiyega

jin ka koi javab mumkin ho

ham se aise saval kijiyega

ham ne ho aap ka bura chaha

pesh koi misal kijiyega

log paḌ jaa.en jis se hairat men

aisa bhi kuchh kamal kijiyega

ham ki sambhle hain saḳht mushkil se

ab na paida vabal kijiyega

jis se mazbut dil ke rishte hon

vo ta.alluq bahal kijiyega

ji rahi hai ye kaise ‘robina’

apni kuchh dekh-bhal kijiyega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

KHun-E-Dil Yan Waqf-E-Mizhgan Hi Raha

Ek Mausam Hai Teri Yaad Ka Kho Jaane De

bashar-nawaz

Chup-Chap Sulagta Hai diya Tum Bhi To dekho

aadil-raza-mansoori

do Ajnabi

KHwahish Hai Aaine Pe Tujhe Aaina Karun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet