• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zulf-E-Shab-Rang Jo Banai Hai

Zulf-E-Shab-Rang Jo Banai Hai

poet

zulf-e-shab-rang jo banai hai

un dinon shane ki ban aai hai

haif sabit hai jeb ne daman

aur junun men bahar aai hai

kahe parvana shama-ru tujh ko

us ki ankhon men charbi chhai hai

meri un ki bigad hone se

khuub aghyar ki ban aai hai

paani mangega kya dahan-e-zakhm

tegh ik ab-dar kahani hai

kalima un buton ne padhvaya

khub-rui hai ya khudai hai

hama-tan ho gae hain aina

khud-numai si khud-numai hai

yaar se ho bhala raqibon ka

ai ‘sakhi’ bas yahi burai hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tai Hua Din Ki Khule Sham Ke Bistar Chaliye

simTun to Sifr Sa Lagun Failun to Ek Jahan Hun Main

poet

Mahfil Ishq Mein Jo Yar Uthe Aur Baithe

Aur Kuchh Yaad Nahin Ab Se Na Tab Se Puchho

Gham-E-Firaq Ragon Mein Utar Gaya Hota

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet