• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Khud Ko Khwahishat Ke Akasr dikhae Rang

Yun Khud Ko Khwahishat Ke Akasr dikhae Rang

akhtar-bastavi

yuun ḳhud ko ḳhvahishat ke akasr dikhae rang

holi men jaise koi akele uḌaae rang

dil se bhula ke zehn ki viraniyon ka gham

divar-o-dar pe sab ne hain kya kya sajae rang

tasvir jo banai hai apnon ke vaste

dar hai ki us men log na dhunden parae rang

tohfe main duun kisi ko ye hasrat hi rah gai

muddat se chuTkiyon men huun main bhi dabae rang

rangini-e-hayat ne us se vafa na ki

jis ne miri nigah men aḳhtar basae rang

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

muneer-niyazi

dasht-E-Baran Ki Hawa Se Phir Hara Sa Ho Gaya

poet

Hum Ishq Siwa Kam Hain Kisi Nam Se Waqif

Dosto Ab Tum Na Dekhoge Ye Din

poet

Tujhko Dekha to Meri Aankh Ne Dekha Mujh Mein

sara-shagufta

Chyunti-Bhar Aata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet