• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Jo Uftad Pade Hum Pe Wo Sah Jate Hain

Yun Jo Uftad Pade Hum Pe Wo Sah Jate Hain

aal-e-ahmad-suroor

yuun jo uftad pade ham pe vo sah jaate hain

haan kabhi baat jo kahne ki hai kah jaate hain

na chatanon ki salabat hai na dariya ka jalal

log tinke hain jo har mauj men bah jaate hain

ye nai nasl hai is vaste khali khali

dard jitne hain vo baton hi men bah jaate hain

aamad aamad kisi khurshid-e-jahan-tab ki hai

peshvai ke liye anjum o mah jaate hain

zindagi ban gai divanon ki ik daud ‘surur’

ham se kitne hain jo is daud men rah jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yun to Shumar Us Ka Mere Bhaiyon Mein Tha

shad-azimabadi

Ho Ke Khush Naz Hum Aison Ke Uthane Wala

Yaadon Ki Gunj Zehn Se Bahar Nikaliye

Aise Bhi Kuchh Gham Hote Hain

paDe Hain zaKHm-KHurda Mehrbani Mangne Wale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet