• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aks Ne Aaine Ka Ghar chhoDa

Aks Ne Aaine Ka Ghar chhoDa

aks ne a.ine ka ghar chhoḌa

ek sauda tha jis ne sar chhoḌa

bhagte manzaron ne ankhon men

jism ko sirf aankh bhar chhoḌa

har taraf raushni si phail ga.i

saanp ne jab kabhi khanDar chhoḌa

dhuul uḌti hai dhuup baiThi hai

os ne ansuon ka ghar chhoḌa

khiḌkiyan piTti hain sar shab bhar

aḳhiri fard ne bhi ghar chhoḌa

kya karoge ‘nizam’ raton men

zaḳhm ki yaad ne agar chhoḌa

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bagh Mein Kaliyon Ka Muskana Gaya

ajay-sahaab

Bhul Pae Na Tujhe Aaj Bhi Rone Wale

Sitam Mein Tab Kam Ho to Pashemani Mein Rahti Hain

akhtar-ul-iman

Tanhai Mein

munawwar-rana

Khafa Hona Zara Si Baat Par Talwar Ho Jaana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet