• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankhon Se Jin Ki Ashk Nikalte Nahin Wo Log

Aankhon Se Jin Ki Ashk Nikalte Nahin Wo Log

ankhon se jin ki ashk nikalte nahin vo log

rone lagen agar to sambhalte nahin vo log

vo log jin se dard ka rishta tha ustuvar

duniya badal ga.i hai badalte nahin vo log

abad jin ke dam se hue koh aur dasht

kya hota gar gharon se nikalte nahin vo log

vo jin pe chaḌh gaya kabhi dard-o-alam ka rang

bazm-e-tarab ke rang men Dhalte nahin vo log

ushshaq par zamane ka ye jaur ye sitam

hathon men ik kali bhi masalte nahin vo log

ahl-e-qalam se shaah ko hai mas.ala to ye

qissa kahaniyon se bahalte nahin vo log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-zafar

Phul Ki Rangat Maine dekhi dard Ki Rangat dekhe Kaun

Hawa Baaton Ki Jo Chalne Lagi Hai

afsar-merathi

Mana Wo Chhupne Wala Har dil Mein Chhup Jaega

Watan Ko Kuchh Nahin KHatra Nizam-E-Zar Hai KHatre Mein

Wo Hamein Aur Hum Unhen Bas Dur Se Dekha Kiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet