• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Ke Raste Chalte Chalte Hum Aise Majbur Hue

Ishq Ke Raste Chalte Chalte Hum Aise Majbur Hue

ishq ke raste chalte chalte ham aise majbur hue

ek zara si Thes lagi to dal ke shishe chuur hue

pyaar men lakhon dil TuuTe aur bane hazaron afsane

jin men dil ka dard tha shamil vo qisse mash.hur hue

sachche logon ko ye duniya jiine hi kab deti hai

un se puchho jo ye jivan jiine par majbur hue

is duniya men kuchh paane ka muul chukana paḌta hai

mili hai shohrat jin ko ziyada vo apnon se duur hue

apna ujala baanT ke sab ko ḳhud men hi kho jaate hain

aise log magar ai duniya tujh ko kab manzur hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

baDa Hi talKH Lahja Hai Zaban Par

Bais-E-Qurb Jafa-Kar Ka Ghussa to Hai

farah-iqbal

Jaise Khushiyon Mein Gham Nahin Hote

Alawa Jalwa-E-Mani Ke Kul Jahan Dekha

Awwal Awwal Ki Jawani Mein Ubaal Aaya Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet