• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Hasraton Ki Gard Mein Tha Dil aTa Hua

Yun Hasraton Ki Gard Mein Tha Dil aTa Hua

yuun hasraton ki gard men tha dil aTa hua

jaise daraḳht se koi patta gira hua

ho hi gaya hai nabz-shanas-e-gham-e-jahan

siine men ishq ke mira dil kanpta hua

milta suragh-e-ḳhak mujhe mere saa.e ka

har samt zulmaton ka tha jangal uga hua

kal raat ḳhvab men jo muqabil tha aa.ina

mera hi qad mujhe nazar aaya baḌha hua

jaane bhi do vo chand nahin hoga koi aur

pamal aadmi jo hua chand kya hua

bahar ke shor-o-ghul hi se shayad vo bol uThe

baiTha hai kab se chup koi andar chhupa hua

panchhi uḌa to ḳhatm bhi ho ja.ega ‘ziya’

sanson ke ane-jane ka tanta bandha hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hijr O Visal Ki Sardi Garmi Sahta Hai

Phir to Sab Hamdard Bahut Afsos Ke Sath Ye Kahte The

Saqi-Gari Ka Farz Ada Kar Diya Gaya

Mimbaron Par Bhi Gunahgar Nazar Aate Hain

Jab Bhi Uski KHwahish Rakhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet