• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Bhi Hone Ka Pata Dete Hain

Yun Bhi Hone Ka Pata Dete Hain

yuun bhi hone ka pata dete hain

apni zanjir hila dete hain

pahle har baat pe ham sochte the

ab faqat haath uTha dete hain

qafila aaj kahan Thahrega

kya ḳhabar abla-pa dete hain

ba.az-auqat hava ke jhonke

lau charaghon ki baḌha dete hain

dil men jab baat nahin rah sakti

kisi patthar ko suna dete hain

ek divar uThane ke liye

ek divar gira dete hain

sochte hain sar-e-sahil ‘baqi’

ye samundar hamen kya dete hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Uske Chehre Par Ajab Sa Rup Tha Achchha Laga

poet

Nikal Laya Hai Ghar Se KHayal Ka Kya Ho

Raushan Sukut Sab Usi Shoala-Bayan Se Hai

Zamin Ka Bojh Aur Us Par Ye Aasman Ka Bojh

Be-Zabani Zaban Hoti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet