• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Bhatakna dar-Ba-dar Achchha Nahin Lagta Mujhe

Yun Bhatakna dar-Ba-dar Achchha Nahin Lagta Mujhe

akhtar-azad-1

yuun bhaTakna dar-ba-dar achchha nahin lagta mujhe

bin tumhare ye safar achchha nahin lagta mujhe

pyaar ke is khel men anjam sab ka ek hai

TuTna dil ka magar achchha nahin lagta mujhe

aasra allah ka kaafi hai insan ke liye

haath phaila kar bashar achchha nahin lagta mujhe

main bura huun ye bhala apni ana men mast huun

kyuun udhar ja.un jidhar achchha nahin lagta mujhe

aane vaali nasl ke haq men duaen kijiye

phuul se chehron pe dar achchha nahin lagta mujhe

hoti hai bachchon se raunaq har dar-o-divar ki

bin parindon ke shajar achchha nahin lagta mujhe

jin gharon men ho nahin shamil dua man-bap ki

koi bhi ghar ho vo ghar achchha nahin lagta mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tanhai Ke Lamhat Ka Ehsas Hua Hai

poet

Bahut Hua to Meri Mohabbat Teri Gali Tak Safar Karegi

Bas Ek Waqt Ka KHanjar Meri Talash Mein Hai

qateel-shifai

Husn Ko Chand Jawani Ko Kanwal Kahte Hain

Ye honT Tere Resham Aaise

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet