• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Zindagi Safar Hai Thahar Hi Na Jaiye

Ye Zindagi Safar Hai Thahar Hi Na Jaiye

ye zindagi safar hai Thahar hi na ja.iye

ye bhi ki be-ḳhayal guzar hi na ja.iye

sahra-e-haul-ḳhez men rahiye liye-diye

reg-e-ravan ke saath bikhar hi na ja.iye

jab Dubna hi tai hai ubharna muhal hai

daldal hai dil fareb utar hi na ja.iye

un raston men raat bhaTakti hai be-sabab

aisa bhi ḳhauf kya hai jo ghar hi na ja.iye

ab ke safar men hai ye naya zabta janab

jaana jidhar hai aap udhar hi na ja.iye

betab maut ki ye lalak zindagi bhi hai

yuun intizar-e-maut men mar hi na ja.iye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nida-fazli

Lafzon Ka Pul

poet

Yar Rutha Hai Mera Usko Manaun Kis Tarah

Qaid-E-Tanhai Se Qaid-E-Umr Mein Aa Jaunga

Zamin Sarakti Hai Phir Saeban TuTta Hai

Itne Tanha Hain Ki Ab Phirte Hain Hum Dhupon Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet