• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Waqt Zindagi Ki Adaen Bhi Le Gaya

Ye Waqt Zindagi Ki Adaen Bhi Le Gaya

ye vaqt zindagi ki ada.en bhi le gaya

qisse kahaniyon ki sabha.en bhi le gaya

us ne tamam shahr ko gunga bana diya

mere dahan se meri sada.en bhi le gaya

mausam laga ke zaḳhm gaya shaḳh shaḳh par

peḌon se phulon vaali rida.en bhi le gaya

suraj ne Dubte hue ham ko saza ye di

jismon se raushni ki qaba.en bhi le gaya

guzra tha apne shahr se ravan fasad ka

zalim mohabbaton ki katha.en bhi le gaya

‘anjum’ nirala chor hamen raah men mila

jo dil ke saath ham se dua.en bhi le gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ye Ghazab baiThe-biThae Tujh Pe Kya Nazil Hua

Furaat-E-Fasila Se Dajla-E-Dua Se Udhar

Kabhi Tufan Ke Dar Se Qadam moDe Nahin Jate

Dil-E-Dard-Ashna Ka Muddaa Kya

Main Akela Hun Yahan Mere Siwa Koi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet