• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yaron Ko Kya DhunD Rahe Ho Waqt Ki Aankh-Micholi Mein

Yaron Ko Kya DhunD Rahe Ho Waqt Ki Aankh-Micholi Mein

yaron ko kya DhunD rahe ho vaqt ki ankh-micholi men

shahar men vo to baTe hue hain apni apni Toli men

shahon jaisa kuchh bhi nahin hai gumbad taaq na mehraben

taj-mahal ka aks na DhunDo meri shikasta kholi men

Dhalte Dhalte suraj ne bhi ham par ye ehsan kiya

chand sitare Daal diye hain raat ki ḳhali jholi men

‘mira-ji’ ke dohe gaao ya ki ‘mir’ ke sher paḌho

dard ke qisse sab ne likhe hain apni apni boli men

atlas aur kamḳhvab ki raunaq is men kahan se paoge

meri ghazal to baiThi hui hai aaj ghamon ki Doli men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Fauj-E-Mizhgan Ka Kuchh Irada Hai

Harf Se Tasir Lafzon Se Mani Le Gaya

Phir Wahi Qatl-E-Mohabbat-Zadagan Hai Ki Jo Tha

ada-jafarey

Etizar

ahmad-zafar

Kisi Parinde Ki Wapsi Ka Safar Meri Khak Mein Milega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet