• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye to Hathon Ki Lakiron Mein Tha Girdab Koi

Ye to Hathon Ki Lakiron Mein Tha Girdab Koi

ye to hathon ki lakiron men tha girdab koi

itne se paani men agar ho gaya gharqab koi

gham ziyada hain bahut ankhen hain sahra sahra

ab to aa jaa.e yahan ashkon ka sailab koi

ishq ka faiz hai ye tu jo chahak uTTha hai

be-sabab itna bhi hota nahin shadab koi

abr ban kar mujhe aghosh men le aur samajh

kaise sahra ko kya karta hai sairab koi

tarbiyat diid ki dete hain jo hain la.iq-e-did

ḳhud kahan janta hai diid ke adab koi

ye jo har dhuup ko lalkarti rahti hai sada

kya mire sar pe duaon ki hai mehrab koi

kaisi tabir ki hasrat ki ‘ziya’ barson se

na-murad ankhon ne dekha hi nahin ḳhvab koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aashiq Hue to Ishq Mein Hoshyar Kyun Na The

aftab-hussain

Har Phul Hai Hawaon Ke Rukh Par Khila Hua

saleem-kausar

Mohlat Na Mili Khwab Ki Tabir Uthate

Galiyan Udas khiDkiyan Chup Dar Khule Hue

aleena-itrat

Bagula Ban Ke Nachta Hua Ye Tan Guzar Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet