• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Silsile Bhi Rifaqat Ke Kuchh Ajib Se Hain

Ye Silsile Bhi Rifaqat Ke Kuchh Ajib Se Hain

shabnam-shakeel

ye silsile bhi rifaqat ke kuchh ajiib se hain

ki duur duur ke manzar bahut qarib se hain

qaba-e-zar hai ana ki agarche zeb-e-badan

magar ye ahl-e-hunar dil ke sab gharib se hain

yahan to sab hi isharon men baat karte hain

ajiib shahr hai is ke makin ajiib se hain

main zindagi men marungi na jaane kitni baar

mujhe khabar hai ki rishte mire salib se hain

ye aur baat ki us ki chahak se khilta hai

hazar shikve magar gul ko andalib se hain

use to apni khabar bhi yahan nahin milti

umiden tum ko bahut jis alam-nasib se hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

gulzar

Ek Aur Raat

Sae Jo Sang-E-Rah the Raste Se haT Gae

Waqt Guzra Hai Tere Hijr Mein Aise Jaanan

kaifi-azmi

Aaj Socha To Aansu Bhar Aae

Zarurat Be-Zarurat Bolti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet