• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Harim-E-Lafz Mein Kis Darja Be-Adab Nikla

Harim-E-Lafz Mein Kis Darja Be-Adab Nikla

harim-e-lafz men kis darja be-adab nikla

jise najib samajhte the kam-nasab nikla

sipah-e-sham ke neze pe aftab ka sar

kis ehtimam se parvar-digar-e-shab nikla

hamari garmi-e-guftar bhi rahi be-sud

kisi ki chup ka bhi matlab ajab ajab nikla

baham hue bhi magar dil ki vahshaten na ga.iin

visal men bhi dilon ka ghubar kab nikla

abhi uTha bhi nahin tha kisi ka dast-e-karam

ki saara shahr liye kasa-e-talab nikla

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Mein Tab Na Thi Tohmaten uThane Ki

Mujhe Udas Kar Gae Ho KHush Raho

muKhaalif Jab Se Aaina Hua Hai

Kaisa Makan Saya-E-Diwar Bhi Nahin

rehana-qamar

Us Ka Chehra Bhi Sunata Hai Kahani Uski

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet