• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aap Sultan Hua Kije Gada Hum Bhi Nahin

Aap Sultan Hua Kije Gada Hum Bhi Nahin

aap sultan hua kiije gada ham bhi nahin

is qadar to ga.e-guzre ba-ḳhuda ham bhi nahin

ab ana ko kare sajda to mohabbat hi kare

jab.ha-sa aap nahin nasiya-sa ham bhi nahin

ja.iye ja.iye mat dekhiye muḌ kar pichhe

aise shauqin-e-jafa ḳhar-e-vafa ham bhi nahin

chara-e-sarkashi-e-dil karen allah allah

vo ḳhuda banda-navaz aap to kya ham bhi nahin

dosti dushmani ab aap nibha.en to nibha.en

ham ko rabt aap se aisa koi baham bhi nahin

mehrban aap bhi hain aur bhi honge lekin

chahte to dil-e-nadan ka bura ham bhi nahin

laakh laila.en umaD aa.en ghazal par ‘rahil’

aḳhir is dasht ki avara sada ham bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Junun-E-Shauq Mein Mahw-E-Tamasha Ho Gae Hum Tum

maimoona-abbas-khan

Hawa Ke dosh Pe

afzal-allahabadi

Har Naghma-e-Pur-dard Har Ek Saz Se Pahle

Ye Nazm-E-Gurezan Hai Barham-Zadani Pahle

Bujhti Hui shaMein Hoti Hain Dube Hue Tare Hote Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet