• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Silsila-E-Sham-O-Sahar Yunhi Nahin Hai

Ye Silsila-E-Sham-O-Sahar Yunhi Nahin Hai

ye silsila-e-sham-o-sahar yunhi nahin hai

har qafila sargarm-e-safar yunhi nahin hai

hangame bapa karti hai har aan tiri yaad

pur-shor dil-o-jan ka nagar yunhi nahin hai

tariḳh suna sakti hai sadiyon ke safar ki

ye gard sar-e-rahguzar yunhi nahin hai

ubhrega yaqinan koi dam men koi suraj

betabi-e-arbab-e-nazar yunhi nahin hai

manzil bhi koi ḳhaas milegi hamen ‘ruhi’

dushvar se dushvar safar yunhi nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Achchhi KHabar Aati Nahin Hai

parveen-shakir

Ek Suraj Tha Ki Taron Ke Gharane Se Utha

ahmad-faraz

Safed Chhadiyan

poet

Mera Maqsud-E-Nazar Lauh-E-Muqaddar Mein Nahin

Qaid Aur Qaid Bhi Tanhai Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet