• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Sach Hai Yahan Shor Ziyaada Nahin Hota

Ye Sach Hai Yahan Shor Ziyaada Nahin Hota

zehra-nigaah

ye sach hai yahan shor ziyada nahin hota

ghar-bar ke bazar main par kya nahin hota

jabr-e-dil-e-be-mehr ka charcha nahin hota

tariki-e-shab men koi chehra nahin hota

har jazba-e-masum ki lag jaati hai boli

kahne ko kharidar paraya nahin hota

aurat ke khuda do hain haqiqi o majazi

par us ke liye koi bhi achchha nahin hota

shab-bhar ka tira jagna achchha nahin ‘zehra’

phir din ka koi kaam bhi puura nahin hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Zahid Ke Dil Mein but Hai Musalman Nahin Raha

seema-sharma-meeruthi

Paiham Jal Mein Rahti Hun

Dil Ke Bahlane Ko Dil Mein Koi Dilbar Rakhna

munshi-naubat-rai-nazar-lakhnavi

Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota

Sufi

dil Gham-e-Ishq Ke Izhaar Se Katraata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet