• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Saat-E-Rangini-E-Afkar Rahegi

Ye Saat-E-Rangini-E-Afkar Rahegi

ye sa.at-e-rangini-e-afkar rahegi

ta-umr yuun hi garmi-e-bazar haigi

ḳhushbu-e-hadis-e-lab-o-ruḳhsar rahegi

kal itni javan zulf-e-shab-e-tar rahegi

divangi jo be-dar-o-divar rahegi

galiyon men to zanjir ki jhankar rahegi

chhat kaghzi miTTi ki ye divar rahegi

barish ki inayat to lagatar rahegi

duniya men yunhi raunaq-e-pindar rahegi

kandhon pe mire sar hai to dastar rahegi

sukha hua patta to havaon men uḌega

dharti ki taraf shaḳh-e-samar-dar rahegi

suraj miri nas nas men pighalne laga yaaro

phir dil pe gham-o-dard ki yalghar rahegi

chaTTan ke kaT jaane ka imkan bahut hai

paani ki isi tarah jo raftar rahegi

barish ke darichon se chamakne lagi bijli

‘saifi’ ye ghani shab sahar-asar rahegi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kis Roz Ilahi Wo Mera Yar Milega

Rawan Hai Mauj-E-Fana Jism O Jaan Utar Mujhe

poet

Ab Ke Jo Yahan Se Jaenge Hum

meer-mehdi-majrooh

Is Ke Jo Jo Ki Fawaed Hain Khud dekhte Jao

Sitara Le Gaya Hai Mera Aasman Se Kaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet