• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Marne Se Tumko Fikr Ai Dildar Kaisi Hai

Mere Marne Se Tumko Fikr Ai Dildar Kaisi Hai

poet

mire marne se tum ko fikr ai dildar kaisi hai

tumhari dil-lagi ko mahfil-e-aghyar kaisi hai

hamare ghar se jaana muskura kar phir ye farmana

tumhen meri qasam dekho miri raftar kaisi hai

vo mujh se puchhte hain ghair se aur tum se kyuun bigḌi

zara ham bhi sunen aapas men ye takrar kaisi hai

ma.az-allah barq-e-husn kis ki ankhen uThne de

tamasha.i nahin vaqif ki shakl-e-yar kaisi hai

‘hasan’ jam-e-mai-e-gul-rang le kar sochte kya ho

agar qimat nahin qimat men ye dastar kaisi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aaghaz-E-Ashiqi Ka Allah Re Zamana

ahmad-khayal

dasht Mein Wadi-e-Shadab Ko Chhu Kar Aaya

poet

Mohabbat Ka Zamana Yaad Aaya

Tanha Safar Hai Aur Hai Yaadon Ki Qabr-Gah

Kisi but Ka Ye Dil Shaida Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet