• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Bhi Mumkin Hai Ki Aankhen Ho Tamasha Hi Na Ho

Ye Bhi Mumkin Hai Ki Aankhen Ho Tamasha Hi Na Ho

ye bhi mumkin hai ki ankhen ho tamasha hi na ho

raas aane lage ham ko to ye duniya hi na ho

zindagi chahen to ḳhvabon se siva kuchh na mile

Dubna chahen to hasil hamen dariya hi na ho

dil ko ḳhush karne ko DhunDe hain bahane ham ne

ab palaT kar zara dekhen kahin aaya hi na ho

ab to bas sa.at-e-gum-karda ki yaden baaqi

ye vo jangal hai ki jis men koi rasta hi na ho

kaam kya dega vo TuuTa hua a.ina bhi

yaad rakhne ko vahi aks vo chehra hi na ho

hijr ko shauq-e-mudava hi samajh kar ji len

zindagi tujh se ulajhne ka to yaara hi na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ko Ab Hijr Ke Lamhat Mein Dar Lagta Hai

zafar-iqbal

Hawa-E-Wadi-E-dushwar Se Nahin Rukta

Umr Bhar Jis Ki Mohabbat Mein Giraftar Rahi

momin-khan-momin

Adam Mein Rahte To Shad Rahte Use Bhi Fikr-E-Sitam Na Hota

aftab-shamsi

Payam-e-Ashti Ek dhong dosti Ka Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet