• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Qissa Wo Nahin Tum Jis Ko Qissa-Khwan Se Suno

Ye Qissa Wo Nahin Tum Jis Ko Qissa-Khwan Se Suno

bahadur-shah-zafar

ye qissa vo nahin tum jis ko qissa-khvan se suno

mire fasana-e-gham ko miri zaban se suno

sunao dard-e-dil apna to dam-ba-dam fariyad

misal-e-nai miri har ek ustukhvan se suno

karo hazar sitam le ke zikr kya yak yaar

shikayat apni tum is apne nim-jan se suno

khuda ke vaste ai hamdamo na bolo tum

payam laaya hai kya nama-bar vahan se suno

tumhare ishq ne rusva kiya jahan men hamen

hamara zikr na tum kyunki ik jahan se suno

suno tum apni jo tegh-e-nigah ke ausaf

jo tum ko sunna ho us shokh-e-dil-sitan se suno

‘zafar’ vo bosa to kya dega par koi dushnam

jo tum ko sunna ho us shokh-e-dil-sitan se suno

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ghalat Ki Hijr Mein Hasil Mujhe Qarar Nahin

ahmad-masoom

dilon Pe Zakhm Laga Ke Hazar Guzri Bahaar

Mere Chehre Ki Syahi Ka Pata De Koi

Kya Bataun Ki Hai Kis Zulf Ka Sauda Mujhko

Mere Pas Ru Ko Andaza Nahin Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet