• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Wo Kahte Hain Muddaa Kahiye

Ab Wo Kahte Hain Muddaa Kahiye

ab vo kahte hain mudda.a kahiye

sochta huun ki ‘naqsh’ kya kahiye

zindagi zindagi se ruuTh ga.i

haa.e ab kis ko ashna kahiye

hai taghaful ka kyuun gila un se

ah-e-sozan ko na-rasa kahiye

apni kashti to Duub hi jaati

azm-e-mohkam ko naḳhuda kahiye

thartharahaT haya ki us ruḳh par

raqs-e-nairangi-e-saba kahiye

khoi khoi hain dhaḌkanen dil ki

phir mohabbat ki ibtida kahiye

ittifaqan ye aap ka milna

ek rangin hadsa kahiye

na-shanas-e-alam ho jo hasti

sach to ye hai ki be-maza kahiye

dushman-e-jan to dushman-e-jan hai

ghamgusaron ko ‘naqsh’ kya kahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Bhi Nazm-E-Mai-Kada Badla Gaya

Sadiyon Ke Taaqub Mein Lamhe Nahin Jaenge

Wo Mujh Par Is Tarah Bhi Mehrban Ho

Zamana Yaad Rakkhega Tumhein Ye Kaam Kar Jaana

Mila to De Ke Judai Chala Gaya aaKHir

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet