• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Nisabon Mein Likhi Aur Likhai Na Gai

Ye Nisabon Mein Likhi Aur Likhai Na Gai

ye nisabon men likhi aur likha.i na ga.i

zindagi ham ko kitabon men paḌha.i na ga.i

ek-tarfa bhi nibhate hain nibhane vaale

tujh se do-tarfa mohabbat bhi nibha.i na ga.i

yuun mira hafiza kamzor bahut hai mujh se

ek laḌki hai jo dilli ki bhula.i na ga.i

us ke chehre pe numayan hain mire hijr ke daagh

allah rakhe use kaise sar-e-a.ina ga.i

jism ki pyaas kisi taur bujha lete hain

ruuh ki pyaas magar ham se bujha.i na ga.i

bhuuk ugne lagi gandum ki jagah kheton men

hakim-e-vaqt tiri harza-sara.i na ga.i

naqsha-e-dahr men do mulk hain aise jin men

muddaton ba.ad bhi sarhad ki laḌa.i na ga.i

banu-e-shahar-e-suḳhan ‘mir’ ka boya kaaTa

tere ‘hashim’ se na.i fasl ugaa.i na ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aisha-ayyub

dard Mein Mere Kami Aa Jae

sahir-ludhianvi

Na To Zamin Ke Liye Hai Na Aasman Ke Liye

aftab-hussain

Gae Manzaron Se Ye Kya Uda Hai Nigah Mein

Hum Kabhi Chashm-E-Zamana Mein Na Pinhan Honge

Ro Chale Chashm Se Girya Ki Riyazat Kar Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet