• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Marhala Hai Mere Aazmae Jaane Ka

Ye Marhala Hai Mere Aazmae Jaane Ka

ye marhala hai mire azma.e jaane ka

mila hai hukm mujhe kashtiyan jalane ka

bahana DhunD rahe hain tamam ahl-e-sitam

fasil-e-shahr-e-vafa men naqab lagane ka

baḌe sukun se soi hai aaj ḳhilqat-e-shahr

mana ke jashn charaghon ki lau bujhane ka

hava-e-shahr hi jab ho ga.i ḳhilaf mire

use bhi aa gaya fan ungliyan uThane ka

mire vajud men zinda hai shaukat-e-mazi

main ik sutun huun guzre hue zamane ka

ruki hui hai lab-e-ḳhushk par hayat ki buund

phir us ke ba.ad to manzar hai Duub jaane ka

safar ki shaam miri zindagi ke mathe par

bas ik sitara tire nuur astane ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kisi Ko Phir Use Pane Ki Zid Hai

adeel-zaidi

Humne Thama Yaqin Ko Guman Chhod Kar

poet

Pas-E-Adab Tere Husn Ka Karte Karte

Panja-E-Zist Mein Phansa Panchhi

Charche Tere KHulus Ke Duniya Mein Kam Na The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet