• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rasm-E-Mehr-O-Wafa Ki Baat Karen

Rasm-E-Mehr-O-Wafa Ki Baat Karen

rasm-e-mehr-o-vafa ki baat karen

phir kisi dilruba ki baat karen

saḳht begana-e-hayat hai dil

aao us ashna ki baat karen

zulf o ruḳhsar ke tasavvur men

husn o naz-o-ada ki baat karen

gesuon ke fasane dohra.en

apne baḳht-e-rasa ki baat karen

mudda.a-e-vafa kise ma.alum

dil-e-be-mudda.a ki baat karen

kashti-e-dil ka naḳhuda dil hai

kyuun kisi naḳhuda ki baat karen

bhuul jaa.en jahan ke jaur-o-sitam

apni mehr-o-vafa ki baat karen

ham se azurda hai tabassum-e-dost

isi husn-e-ada ki baat karen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Baat Tere Lab Pe Hai Aa Kar Ruki Hui

poet

dil Mein Kya Usko Mila Jaan Se Hum dekhte Hain

poet

Kis Ke Hathon Bik Gaya Kis Ke Kharidaron Mein Hun

Hijr Ke Daur Mein Haalat Badal Jate Hain

ahmad-husain-mail

Kyun Shauq Badh Gaya Ramazan Mein Singar Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet