• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Log Jis Se Ab Inkar Karna Chahte Hain

Ye Log Jis Se Ab Inkar Karna Chahte Hain

ye log jis se ab inkar karna chahte hain

vo guftugu dar-o-divar karna chahte hain

hamen ḳhabar hai ki guzrega ek sail-e-fana

so ham tumhen bhi ḳhabar-dar karna chahte hain

aur is se pahle ki sabit ho jurm-e-ḳhamoshi

ham apni raa.e ka iz.har karna chahte hain

yahan tak aa to ga.e aap ki mohabbat men

ab aur kitna gunahgar karna chahte hain

gul-e-umid farozan rahe tiri ḳhushbu

ki log use bhi giraftar karna chahte hain

uTha.e phirte hain kab se azab-e-dar-badri

ab is ko vaqf-e-rah-e-yar karna chahte hain

jahan kahani men qatil bari hua hai vahan

ham ik gavah ka kirdar karna chahte hain

vo ham hain jo tiri avaz sun ke tere hue

vo aur hain ki jo didar karna chahte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Har Uzw-E-Badan Ek Se Hai Ek Tera Khub

Mausam-E-Yaad Yun Ujlat Mein Na Ware Jaen

Guzrenge Tere Daur Se Jo Kuchh Bhi Haal Ho

abdul-ahad-saaz

Sawal Ka Jawab Tha Jawab Ke Sawal Mein

Ab Koi Aarzu Nahin Zauq-E-Payam Ke Siwa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet